Nojoto: Largest Storytelling Platform

Main chala ban musafir Musafiron ka koi thikana na

Main chala ban musafir
Musafiron ka koi thikana nai
Kabhi ruk iss paher 
Toh kabhi ruk uss paher 
Waqt ki thakaan ko mitana h 
Par ruk jao hmsha k liye kisi saher
Aaysa aab khud ko banana nai
Pata h zamana mujhe todegi 
Musafir ka darza de k mjhe choregi
Par mujhe frk na rahegi koi
Kyuki iss dil pe zakhm kuch gehre h 
Inpe marham ka asar na koi
Main sun zamane ki baat 
Baukhlaunga nahi...
Inhe har kisi pe awaaz uthane ki aadat h
Main inhi k sath geet gun-gunaunga nahi
Mere sur taal kuch alag honge 
Dekh zamana bhi hairaan rahenge
Main chedunga kuch aayse sur
Jiska jawab dene k liye 
Logo k pass aaysa koi tarana nai
Main mast magan bana firunga 
Dewangi ki chahat m rahunga 
Kyuki mere jaisa koi mastana nai
Musafir k darze pe hu
Aab mera bhi koi thikana nai #musafir-sa-main
Main chala ban musafir
Musafiron ka koi thikana nai
Kabhi ruk iss paher 
Toh kabhi ruk uss paher 
Waqt ki thakaan ko mitana h 
Par ruk jao hmsha k liye kisi saher
Aaysa aab khud ko banana nai
Pata h zamana mujhe todegi 
Musafir ka darza de k mjhe choregi
Par mujhe frk na rahegi koi
Kyuki iss dil pe zakhm kuch gehre h 
Inpe marham ka asar na koi
Main sun zamane ki baat 
Baukhlaunga nahi...
Inhe har kisi pe awaaz uthane ki aadat h
Main inhi k sath geet gun-gunaunga nahi
Mere sur taal kuch alag honge 
Dekh zamana bhi hairaan rahenge
Main chedunga kuch aayse sur
Jiska jawab dene k liye 
Logo k pass aaysa koi tarana nai
Main mast magan bana firunga 
Dewangi ki chahat m rahunga 
Kyuki mere jaisa koi mastana nai
Musafir k darze pe hu
Aab mera bhi koi thikana nai #musafir-sa-main