Nojoto: Largest Storytelling Platform

Badi tamanna thi mujhe ki jab marun toh mehboob ki

Badi tamanna thi mujhe ki jab marun toh mehboob ki baahon mein,
Yahan toh khuda ne mehboob dhoondne ka ek bhi mauka nahi dia,
Coronavirus ka tandav nritya shuru kar dia,
Ab ye aalam hai ki acha hai akele hain,
Koi hota toh sach mein dard bohot hota,
Usko kuch hota toh dard hota,
Mujhko kuch hota toh usko dard hota,
Bach gayi toh iss baar dhoond nikalungy tujhe,
Kyunki Teri hi baahon mein marna hai mujhe #triptananwani #yqbaba #yourquote #coronavirus #findinglove