Nojoto: Largest Storytelling Platform

Zindagi jeete jeete pal lamho me bante gye Khas, a

Zindagi jeete jeete pal lamho me bante gye
Khas, apne khas hokar bhi bichad gye
Logo ki is badi bheed me, jab lage kuch dhundne
Ek tinke ko bhi, khojne ko taras gye

Khuda mujhe bula tu apne pass
Is zindagi se thak gye
Raat ki chandni me bhi
Sone ko Lori se bhi taras gye

Marne ki iccha kyu, na jaane peecha karti hai
Zindagi ke is safar me, maut ko taras gye
Hatho ki lakeere badalne chale the
Khali haath ye, bheek ko taras gye

Do pal ki khushiyo me, kuch apne jo mil gye
Sath rehne ki khwaish thi, taraste reh gye
Kisi ko, kahi to, kabhi pyaar karne chale the
Mahino ki chodiye, dino me hi taras gye

Na iccha jeene ki hai ab, na marne ki baaki hai
Zindagi ke is safar me, hum maut ko taras gye #nojoto #ravivashisth #yoalfaaz #sad #broken