Nojoto: Largest Storytelling Platform

Wo parde se jhakna aapka Aaj bhi yaad hai Mujhe

Wo  parde se jhakna aapka
Aaj bhi yaad hai 
Mujhe jala kar muskurana 
Aaj bhi yaad hai 
Jo tu ki thi mere sath faryad 
Aaj bhi wo yaad hai 
Hath toh nahi laga humune aako kabhi 
Par wo tera pyar se dekhna 
Aaj bhi yaad hai 
Yaad hai sab Jo humne kiya 
Moj masti dard ko chupa kar tere sath jiya 
Aaj bhi wo pal yaad hai 
Kabhi akele baitha hasne lagta hu 
Jab yaad aata hai wo 10 min mai milna 
Mera tumse aakar 
Aaj bhi yaad hai 
Teri sari baat yaad hai  #firstquote #rishav
Wo  parde se jhakna aapka
Aaj bhi yaad hai 
Mujhe jala kar muskurana 
Aaj bhi yaad hai 
Jo tu ki thi mere sath faryad 
Aaj bhi wo yaad hai 
Hath toh nahi laga humune aako kabhi 
Par wo tera pyar se dekhna 
Aaj bhi yaad hai 
Yaad hai sab Jo humne kiya 
Moj masti dard ko chupa kar tere sath jiya 
Aaj bhi wo pal yaad hai 
Kabhi akele baitha hasne lagta hu 
Jab yaad aata hai wo 10 min mai milna 
Mera tumse aakar 
Aaj bhi yaad hai 
Teri sari baat yaad hai  #firstquote #rishav