Shiddato'n se yaad liye betha tha Baat muddat ke usne pehal ki Dil mein khayaal aaya, shukar hai sabki duaaein haq mein qabool huyi Duniya hi badal gayi jab mu'kare woh Kaha bhool jaao JAANI baat yahin behtar bas huyi Mera sabar, mohabbat, taana-o-shayari, Zindagi bas yun'hi fanaa honi thi aur huyi Kya khuda bhi uska tha, aur duaaein bhi meri be'asar hi gayi? Meri naa sunta khudaa harz nahi, kya in toote dilo'n ki duaaein tere darr khaali gayi? #Jaani #Jaani #Tarjani