Dil ka dard bta kon sunaye tujhe Tujhe be pta h kesa hu kon hu Par fir b tu baar baar ku sataye mujhe koi raat rooye or koi raat sooye Akele beth bas in tarro se batlaya me Kuch behlaya kuch fuslaya par thoda thoda toh mujhe In taaro ne b sataya Bta kisse karu shikayat in sabki Bta kisse karu shikayat in sabki Sayad mujhe hi bhgwan ne esa banaya h #sarbatawrites ©Vinod sarbata