Nojoto: Largest Storytelling Platform

daricha be sada koi nahi hai, agar se bolta yah ko

daricha be sada koi nahi hai,
agar se bolta yah koi nahi hai,
ruko toh manzile hi manzil hai,
chalu toh ab rasta koi nahi hai,
kise se ashna aisa huwa hon
mujhe paichanta koi nahi hai,
khuli hai kidkia har ghar lekin,
gali me jankta koi nahi hai.

gali koay jana ki aye dil yahi hai,
luti dil ki duniya jo wo manzil yahi hai. bazme dewangi
daricha be sada koi nahi hai,
agar se bolta yah koi nahi hai,
ruko toh manzile hi manzil hai,
chalu toh ab rasta koi nahi hai,
kise se ashna aisa huwa hon
mujhe paichanta koi nahi hai,
khuli hai kidkia har ghar lekin,
gali me jankta koi nahi hai.

gali koay jana ki aye dil yahi hai,
luti dil ki duniya jo wo manzil yahi hai. bazme dewangi