Bin safar bin manzilo ka, ek rasta hona chahta hun main khi dur kissi jungle me, thahra sa dariya hona cahhta hun main Bin badal ka iss nil gagan me jhoom kar bharsat hona cahhta hun main Ek zindgi hona cahhta hun main, Bina risto aur riwajo ki zindgi ke bandhno se Aazad hona cahhta hun main prem me harkar v sabkuch apna uski jeet hona cahhta hun main, dur aasman se girte hue uske dil me khi khona cahhta hun main sab kuch tayag kar v apna main aaj main hona cahhata hun Main aaj main hona cahhata hun...