Nojoto: Largest Storytelling Platform

AGNEY Zindagi jeene ke tehzeeb alag hui sabse, Kah

AGNEY
Zindagi jeene ke tehzeeb alag hui sabse,
Kahani meri shuru hui thi raakh se,
Aaj agar jalti aag hun, 
 To kal chingari ban utha tha mai khaakh se,
Ghanghor barsaat mein bhi tika raha mai,
Na bujha paya koi toofan mujhe,
Sagar jo dukh ke ban chuke the,
Sukha diye maine apne jawaag se,
Sharton pe auron ki, mai apni garmi barbaad nhi karta,
Sapnon ko apne mai bhasm na hone deta,
Jungle ke jungle mai nigal jaun dushwar ke,
Suraj ko aankh dikhaun rehke ektak mai,
Jwalamukhi banne ka sapna ajeeb to lagta hai,
Par vo sapna hi kya jo hosh na uda de,
Waqif kahan zamana humari udaan se,
Vo or the jo haar gye is neele aasman se... A motivational poem, to boost your day...