Nojoto: Largest Storytelling Platform

White mehngaiee ki har suu bahaar hai insaniyat ki

White mehngaiee ki har suu bahaar hai
insaniyat ki mustakil hoti haar hai
dushman se aankh milaane ki jurrat nahi inmei(netaji)
desh ki janta par chalti  inki lalkaar hai
waah waahi ka daur rawan hai Tohfa tv par
 inhi ki khushamadi se bhara taaja akhbaar hai

loot rahe hain sabhi desh ko apne taur tareeke se
khbar pa kar bhi khamosh hai aub tak ye kaisa chaukidaar hai

©TOHFA SHAIKH RAEES AHMED SIDDIQUI #Thinking #neta #Janta