Chahana Hamesha Karlo ye wada Kabhi Thoda Kam Kabhi thoda jyada Miloge Har Janam karlo ye wada Kabhi Banke aashiq kabhi Banke Deewana Ruth Kar mujhse Kabhi mat Jana Kabhi Mai Mana Lungi kabhi tum maan Jana Mere Dil me Kya h or Kya Chupa h Kabhi Mai Bata Dungi Kabhi Tum samjh Jana Aankho ko Meri kabhi mat rulana Kabhi Mai Hasungi kabhi tum Hasana Jo Karna Ho kuch Bhi mere liye to Karna Kabhi Mai Dur nahi Jaungi Kabhi Tum Bhi Dur mat Jana(BHK) Write By (BHK)