Nojoto: Largest Storytelling Platform

Khuda ne kaha duniya har roz kuch na kuch mangti h

Khuda ne kaha duniya har roz kuch na kuch mangti hai mujh se par tune kabhi kuch kaha hi nhi mujh se ..aisa bhi kya chhin liya maine tujhe se jo tune mujhe se bhi haq jatana chhod diya...

©Vandana Bhasin
  #maa