zindgi ka asli addyay Abhi to padhna Bali h Abhi to zindgi ki kai jango ko ladna Baki h run Jarasi baat se har gae are! bade bade kisso ke liye Abhi bato ka Vanna Baki h zindgi ki es radbhoomi me Abhi utarna Baki h Abhi to hazard sapano ka hakikat Banna Baki h jo mahnat Kari tumhe etne sal Abhi to us mehnat ki kirno ka bhikharna Baki h zindgi ka asli addyay abhi to padhna Baki h..... jinhone tanede dear Mar Diya Abhi unko apni kahani padhana Baki h Abhi to safe shuru hua h dosto anand uthana Baki h Abhi to khaki panno me rango ka harna Baki h en paro ne Abhi to chala shika h doodh Lagana Baki h jo ghoov lage h chooto ke in ghoovo ka bharna Baki h Abhi to udan bhari h tumne akash me udna Baki h Abhi to raah mili h tuje manjil ka Milna Baki h zindgi ka asli addyay Abhi to padhna Baki h #motivation #zindgi ka asli addyay....... @Srishti