Duub jao gar ulfat hai Fir na kehna ye buri vahshat hai Naam lelo Yaar ka Jaan de do gar sach me ulfat hai Ab bhi waqt baaqi hai sochlo Fir na aayegi bahaar ab muddat hai Shauq e dil karlo Pura abhi Fir na kehna ki ab na taaqat hai Ghere jaogi fir bazaar me Fir na kehna ab na fursat hai Umr yahi hai pyaar ki karlo Ab wo husn hai ab wo surat hai Dekhkar karna muhabbat aaj Dillago ki Aajkal Badi kasrat hai. #yqbaba #yqdidi #yqquotes #yqtales #control #feelings #YourQuoteAndMine Collaborating with Misbah Mukhtar