Corona ab bas bhi karona.... Kab tak yeh bhaykar khel karogena Corona ab bas bhi karona|| Bhadti sakhaya ke aakdo ko Chinta ka vishay banaya hai na Kai gharo ko bikharane se bachaogenaa Ab bas bhi karona Kai gharo ko ab nirash to nhi karogenaa Desh bhar mai bhad rahe, Sankat ko kam karogena|| Kahi jagah fase huy mazduro, vidhayarthi Ko unke gharo mai to jane dogena|| Garib ka pet, Uske mehnat ke paiso se bharne dogena|| Insaano ko tumhare aa jane se Aalasaypudh to nahi banaogenaa|| Kab tak, kab tak... Hamari bachai hui punji ko ab khatam to nahi karogenaa || Yaa tum Desh ki takat ki or bhi jhach karoge..... Corona ab bas bhi karona..... || -Reena Yadav(writer) #Heart #corona #Strong #suppprt #reenayadav # Ritika Singh