Nojoto: Largest Storytelling Platform

pyaar koi khel nahi hai ek ehsaas hai ki tum apno

pyaar koi khel nahi hai ek ehsaas hai ki tum apno ko kitna chahate ho .... aksar pyaar ke chakkar main,
hum bhul jate hai hamare maa baap ko 
unke pyaar  aur sapno ko ,
kya wo ek do din ka pyaar tumhe zindagi dega ...nahi 
wo tumhara sab kuch le lega 
tum bhul jaoge ki tumhari asli pehchaan kya hai 
jo apne maa baap ka nahi wo
dusro ka kya hoga..... #Love your parents then anyone else they are treasure to you...

nehasaxena6275

Neha Saxena

New Creator