AJANAVII KA PAIGAM Shahido ne gavayi jaan hindustan ke khatir Lahu se sincha hai gulshan ko kyu biraan karta hai Hamari ekta ko dekhkar hairan hai duniya Hamari ekta ke balpar pakistan darta haiš Vo kutte hai kamine hai doglapan dikhate hai Vo sab kuchh jhuth hai jo media akhbaar kahta hai Baith ke sajise karte hai dalle hai siyasat ke Hame bus ek rahna hai a maksad yaad rakhana haiš Hindu muslim sikkh isai ham sab hai ab bhai bhai Gaddaro ki sajise nakam karna hai Ladai hogi to ab bus siyasat ke lutero se Hame ab ek hokar Jung ka ailaan karna haiš Mita do nafrate dil se gujarish ajanavii ki hai Kahi barbad na ho jaye hindustan kahta hai Kasam hai dosto tumko shahido ke shahadat ki vatan ke vaste jina vatan ke vaste marna vatan ke vaste hi jindagi kurbaan karna haiš š¹Sandeep ajanaviiš¹ ajanavii ka paigam hindustan ke nam part 2