Ehsaas dilate hain mujhjko, ki paraye ghar pe jana hai... Pehle ye jimmedari smbhalna seekho, kal uss ghar ko v smbhalna hai.. Main jab v kabhi khilkhilakar hasti hoon, meri awaaz dbai jaati hai, Yeh ladkiyo ko karna nahin hai, ese bethna nahin hai, ese hsna nahin hai...yahi baatein sikhayi jaati hain.