Nojoto: Largest Storytelling Platform

Jis tarah Sakht laundo ko pta ha ki unki setting n

Jis tarah Sakht laundo ko pta ha ki unki setting nahi hona vali aisi hum jaisa Engineer ki apna skills par pura bharosa ha ki hamari job nahi lagne vaali toh hum ya toh SSC ya banking ki coaching start kardeta ha .
Toh jab maina banking ki coaching join ki toh unhone kaha ki apko Bank PO banna sa pehla unka jaisa attitude laana padhega apna ma .
Toh agla din mera papa mera paas aye aur unhone kaha ha beta yeh kaam karke a pehla .
Me - Sorry Sir abhi hamare lunch tym chal raha ha ap 2 baje Ka baad ayia .
Ab gharwalo na coaching bhi churva de ha

Jis tarah Sakht laundo ko pta ha ki unki setting nahi hona vali aisi hum jaisa Engineer ki apna skills par pura bharosa ha ki hamari job nahi lagne vaali toh hum ya toh SSC ya banking ki coaching start kardeta ha . Toh jab maina banking ki coaching join ki toh unhone kaha ki apko Bank PO banna sa pehla unka jaisa attitude laana padhega apna ma . Toh agla din mera papa mera paas aye aur unhone kaha ha beta yeh kaam karke a pehla . Me - Sorry Sir abhi hamare lunch tym chal raha ha ap 2 baje Ka baad ayia . Ab gharwalo na coaching bhi churva de ha #Humour

Views