Kya daur tha kya daur hai Tab yaariyon ki sangat Ab yaariyon ki baatein hai Tab behtar kal ke khwab Ab bete kal ki guzarish Tab sunahare palon ki dastan Ab pal bitane ki justaju Tab khwahishen beparvah Ab din guzar jane ki iltija ©Kumar Vimal #daur #Yaari #khwab #guzarish #pal #Khwaish #iltija #kumarvimal #CityEvening