Ye insaan aj ek baat kehna hai
Jate jate sunakar jana jati hu
Mere baaton par toda gaur zarur farmana
Chahe phir kabi sunne ko mile ya na mile
Kabi kisi ko azmaan ho na
Toh kamosh rehkar azmaana
Agar voh tumari khamoshi samaj sake
Toh tumare baatein bi zarur samjega