Nojoto: Largest Storytelling Platform

Ek time tha jab muskura ke subah utha karti thi or

ab to kai baar bina muskuraye hi sam ho jati he. .
 Ek time tha jab har choti choti cheezo me khush ho jati thi or 
ab bina baat ke hi ro deti hu. . . .
 Ek time tha jab sab kuch achha lagta tha or 
ab khudse hi nafrat si ho gyi he. . .
 Ek time tha jab friends jaan dete the ham pe or 
ab koi baat bhi nhi karta. . . 
Ek time tha jab sab kuch tha mere paas or 
ab mere paas me khud bhi nhi hu. . .
 Ek tima tha jab family ka support tha or 
ab to sarpe hath bhi nhi. . . . 
Ek time tha jab marne se bohut dar lagta tha. . Or
 ab to jeene ka bhi mn nhi karta. . . . .
 Ek time tha jab sabko khush rakhti thi or
 ab bohut koshisho ke bad bhi khud ko khush nhi rakh pati. . . . . . . Friends apni zindagi ke un lamhon ko keid kar lo. . . Jin lamhon me aapka dil muskuraya ho. . . 
Kasam se fir wo lamhe bohut yaad aate he or ham chah kar bhi un lamhon ko fir se nhi jee pate. . . . . .

Friends apni zindagi ke un lamhon ko keid kar lo. . . Jin lamhon me aapka dil muskuraya ho. . . Kasam se fir wo lamhe bohut yaad aate he or ham chah kar bhi un lamhon ko fir se nhi jee pate. . . . . .