Nojoto: Largest Storytelling Platform

Bin kahe hamari aankhein kitna kucch keh gayi, Dil

Bin kahe hamari aankhein kitna kucch keh gayi,
Dil mein hamari unki itni yaadein reh gayi,
Par barsaat ke mausam ko dekhke yaad mein unki,
Aankhon se hamari, dil ke khoon ki nadiya beh gayi.

Ab to sapna hai ki wo bas ek baar humein mil jaayein,
Hamare paanv ke neeche ki zameen swarg mein hil jaaye,
Iss barsaat ke mausam mein murjhaane waale phool hain hum,
Par kaash iss mausam mein ek aakhri baar sirf unke liye hum khil jaayein. Barsaat mein mohabbat

ankitarora3294

Ankit Arora

New Creator