Nojoto: Largest Storytelling Platform

mujhe kya maloom k kya ho raha tha...! magar itna

mujhe kya maloom k kya ho raha tha...!
magar itna pata h bahaut bura ho raha tha...
me khamoshi se unke har faisle par ha karta raha...
ye jante hui k wo mujhse lhafa ho raha tha...
ek muqammal dosti ka khwab sajaya tha mene...!!.
wahi khwab meri aakho k samne tabahho raha tha...
ek bat mere ander ghar kar gayi thi..
me kisi ki qaid me jaa raha tha, ya riha ho raha tha..!!!
jalkar raakh ho gaya tha makaan mera.
me jab shehar gaya to sirf dhuaa ho raha tha...
me sirf unki khushi k liye bate najar andaz karta raha...
mujhe kaya pata tha ye mere sath kya ho raha tha.... #lavz_ae_khwahish