koi pal aisa nahi jis mein tu yaad na aaya ho sach kahun to meri har saans gulaam hai teri.... bigair is ke ab aaram bhi nahi aata wo shaks jis ka mujhe naam bhi nahi aata.... tu hawa ke rukh pe chahaton ke diye jalane ki zid na kar ye udaas logo ka shahar hai yahan mushkurane ki zid na kar... teri tahriron se aati hai tere haaton ki khushbo bewafa mujhse tere khat ab jalaye nahi jaate...... meri baatein meri yaadein yaad rakhna bhul jana mujhe par meri shararatein yaad rakhna..... mein tabha hun tere piyaar mein tujhe dusro ka khayal hai kuch mere masle par gaur kar meri zindagi ka sawal hai...... b.v