Nojoto: Largest Storytelling Platform

Lafz kam pad jate hai teri tarif mei, Teri di hui

Lafz kam pad jate hai teri tarif mei, 
Teri di hui in nemato ka shukr ada kese kare
Shukr ke alfaz kam pad jate hai, 
Jitna diya hai vo kam nahi hai
Sujood  hi ek zariya hai
Ke teri nemato ka shukr ada karu
Ya rab tere age to ham gunehgaar ban jate hai
baccho ki tarah zid karke Sare gunah maaf karva lete hai, 
Aur rab tum hamari dua ko bhi kabool kar jate hai, 
Jitna diya uska shukr ka zara bhi ada nhi kar pate
Fir bhi apni rehmato se tum nawazte ho ya rab....  बहुत नज़दीक होकर भी लोगों को समझ पाना आसान नहीं।
#क्यालिखें #collab #yqdidi  #YourQuoteAndMine
Collaborating with YourQuote Didi sujood means to bow down, nemat:blessings, shukr:thanks, zara:bit

naseemhabib3695

Naseem Habib

New Creator

बहुत नज़दीक होकर भी लोगों को समझ पाना आसान नहीं। #क्यालिखें #Collab #yqdidi #YourQuoteAndMine Collaborating with YourQuote Didi sujood means to bow down, nemat:blessings, shukr:thanks, zara:bit