Nojoto: Largest Storytelling Platform

milna nhi bas unke liye toh hmara deedar hi kaafi

milna nhi bas unke liye toh  hmara deedar hi kaafi tha...
na mohabbat ki khwahishen na ishq ki Numaishein...
bs ek deedar hi kaafi tha..

ek tarfa mohabbat kr,unka meri gali m aana hi kaafi tha..
chhat se yunn muskura kr.....mera sharmanaa hi kaafi tha..
mohabbat ki khwahishen kaha.. unko mera bas ek jahlak dikh jana hi 
kaafi tha 
log se chupte chupate...meri or dekhna...koi dekhe toh najarein ferr lena...ghayal krne ko toh unka ye andaaz hi kaafi tha...mohabbat ki jarurat kaha ...unke is andaaz pe mera yunn sharma k muskurana jana hi kaafi tha ❤ ek tarfa mohabbat