Tum puchte ho Zuba mai kaisa bolta hu Kyu nahi koi ek mai Zuba bolta hu Mujhe bhasayo ka gyan nahi hai Isliye tho sabhi ko mila bolta hu Bolne do duniya walo ko jo bolna hai Mai toh jaisa bolta tha waisa bolta hu Na hindi aata hai ache se na Mukammal urdu bol pata hu mai Isliye jo logo ko samajh aa jaye wo Hindustani Zuba bolta hu Waise toh ye puri nagari hi behro ki hai Kaya farak parta hai yaha mai kya bolta hu Kya bolta hu Mai! Gajal ki ik nakam kosis #yqdidi #yqbaba #yqhindi #gajal #merikahani #jabab