Nojoto: Largest Storytelling Platform

jism ki bhook hai, naa chahat hai tujhse pyaar ke

jism ki bhook hai, naa chahat hai tujhse
pyaar ke naam khela hai khel, kabhi socha kya beetegi uske dil pe
tujko apna manna usne, khudse phele socha tere baare mein
tere aankho mein dekh rahi thi khudko, par usko kya pata teri nazar thi uske kapdo pe
 
barosa nahi kar payegi wo kispe, jab malum padega ye sach
khudko hi dosh degi, khudko sazza degi, kaise kiya tujhpe trust
fir bhi sab chhodne ke liye tayar rahegi, jab pyaar se bhulayega
fir bhi tu nahi sudrega, aur uske pyaar ke saath khelega

zarrori hai ladki ko, dikhna aise ladko ki aukaad
ye ladke baato se nahi, jhoote (shoes) se karao inki mulakat
Ye ladke hai germs,  sanitize se bhi nahi niklenge
jab tak unke behan pe nahi biteygi, ye nahi samjenge #post116 #trustbroken #lovelust #yourquote