Gum itne hai mere jindagi mai ki Hasne keliye bahana dhoondna parta hai. Pyaar itna hai mere jindagi mai ki Nafrat keliye bahana dhoondna parta hai. Maut itni hai meri jindagi mai ki jeene keliye bahana dhoondna parta hai. Yaar itne hai mere jindagi mai ki Pyaar keliye bahana dhoondna parta hai. Rishtedaar itne hai mere jindagi mai ki Door unse rehne keliye bahana dhoondna parta hai. #kavishala #nojoto #nojotohindi #RDV19