do pal ke sukun k liye , insan kitni door tak jata hai ? kamyabi ki har kosis azmata hai , fir bhi sukun kaha mil pata h , thak har k fir ghar lot ata hai , zindagi ke is safar me kosis kar k bhi kaha sab kuch mil jata hai sab kuch paa k bhi kuch na kuch chhut jata hai aye khuda bata de muje akhir konsa rasta h vo jo manzil tak jata hai tu to sab janta h fir kyu. ? muje yu dar-badar bhatkata hai , sayad to musafir hu me or safar hi meri manzil hai , fir bhi ye bawla mann bhatak jata hai...... ©Urvi Bhanushali #talas #womensday2021