Nojoto: Largest Storytelling Platform

Ek ladki jb kahegi 3 baar (ijazat hai/ qubool hai)

Ek ladki jb kahegi 3 baar (ijazat hai/ qubool hai) ye kahti hi wo parai ho jayegi .
Chor jayegi wo babul ka ghar jb uski bidai ho jayegi .
Maa  ka anchal aur bachpan ki yadon ko samete huye . Wo apna ghar basayegi..
Aur wo bhai jo kahta hai mai kabhi rota nhi 
 Wo  v  nam aankhon se rukhsat karega bahen ko
 
 Banaya ye dastur khuda ne to ise taslim to karna hai ..
 Pal kar nanhi si jaan ko phir use rukhsat v karna hai..
 Jb le jayega uski bahen ko nikah ki badhan me bandh kar koi..
 Lekar sath wo  apne  abbu, ammi ki duayen, aur sath hi bhai bahen aur bhabhi ki mohabbat..aur kaii apno ka pyar.
 Chali jayegi wo apne Piya jii k doar ..
 Wo ladki kahegi gubool hai  .kahte hi ye lafz wo parai ho jayegi..
 Chor jayegi wo babul ka ghar jb uski bidai ho jayegi

©Shaheen Fatima # vidai