Bahut gurur tha mujhe ki, math me bahut acha hu main. Lekin Jindgi ki iss Rah me, kacha raha gaya.. Mujhe Lagta tha, Ab bada ho raha hu main. Lekin in bade Logo ke samne, bachha rah gaya... #Bahut gurur tha #mujhe