Nojoto: Largest Storytelling Platform

EHSAS Doori ka ehsas nahi jisko ehsas dilana kiya

EHSAS
Doori ka ehsas nahi jisko ehsas dilana kiya
Be wafa logo ko bhala ab wafa sikhana kiya
Jo kehna tha wo keh chuke ab batana kiya
Zabaan ko seeliya ab lafzo se jatana kiya
Khamoshi dushwar ha sehna phir bhi ayaan
Dil mai lagi aag ko bhujane se ab hoga kiya

©Ayaan dehlvi ( A D ) #Ehsas

#WallTexture