Nojoto: Largest Storytelling Platform

KUCH PAL KA SAFAR HI THA.. BARSO SE CHALE THE HUM.

KUCH PAL KA SAFAR HI THA..
BARSO SE CHALE THE HUM..
JAB LAUT KE DEKHA TO ......
MILO KA SAFAR NIKLA.......

WO SHAHER KA MALIK HAI..
MERI PAHCHAN MUSAFIR HAI..
AYE RAAT JARA THAM JA ...
THODI THAKAN ABHI BHI BAKI HAI...

MADHOSH CHALE THE HUM..
MAYKHANE SE HOKAR .........
WO RAAH HI SATIR THI.......
GUMNAM MUSAFIR KYA KARTA..

PINE KI KAHAN THI CHAH..
JAKHMO NE DAWA MANGI..
THODI AUR PILA DE SHAKI..
KUCH DARD ABHI BHI BAKI HAI..

TERI RAAH ME HAARE NAYNO NE..
PALKON KO SAJA DE DI..
DEEDAR TERA KAB HO.......
AISI BHI KHABAR NA THI....

WO SAKHS AKELA THA ..
US SHAHER KE AALAM ME..
JIS SHAHER KI GALIYON ME..
HOORON KA BASERA THA..

US ROJ NA JANE KYO...
USE NIND NAHI AAYI.
BHATKA BHI BAHOT THA WO.
HAARA BHI BAHOT  THA WO..

KOI KHAS WAJAH NA THI 
USE KHUD SE ALAG KARNE KI
LACHAR MUSAFIR KYA KRTA..
ILZAAM KHUDI PE DE MAARA..

AFSOS NAHI KI AB..
WO DAUR KI BAATEN HAIN,
PAR JO KHAV PURANA HO..
AISE TO NAHI BHARTA...

KHAMOSH BADA HAI MANN.
GAHRI KHAI KE JAISA JEEVAN.
KOI JHANK KE DEKHE TO..
DARR! SAAF JHALAKTA HAI..

EK UMRA BADI HOKER
MASHOOM SI DIKHTI HAI.
JALTI HAI CHARAGO SI.
BUJH KE HI KHATAM HOGI.

KAISA YE BAVANDAR HAI
JO SHOR NAHI KARTA.
KAISA YE SAMANDAR HAI.
JO AUR NAHI BHARTA.

YE MOM KE PUTLE HAIN,
DO DIN BHI NAHI CHALTE.
PATTHAR KI BANI MOORAT.
EK UMRA BITATI HAIN.....

                                                   #AJEET MISHRA
KUCH PAL KA SAFAR HI THA..
BARSO SE CHALE THE HUM..
JAB LAUT KE DEKHA TO ......
MILO KA SAFAR NIKLA.......

WO SHAHER KA MALIK HAI..
MERI PAHCHAN MUSAFIR HAI..
AYE RAAT JARA THAM JA ...
THODI THAKAN ABHI BHI BAKI HAI...

MADHOSH CHALE THE HUM..
MAYKHANE SE HOKAR .........
WO RAAH HI SATIR THI.......
GUMNAM MUSAFIR KYA KARTA..

PINE KI KAHAN THI CHAH..
JAKHMO NE DAWA MANGI..
THODI AUR PILA DE SHAKI..
KUCH DARD ABHI BHI BAKI HAI..

TERI RAAH ME HAARE NAYNO NE..
PALKON KO SAJA DE DI..
DEEDAR TERA KAB HO.......
AISI BHI KHABAR NA THI....

WO SAKHS AKELA THA ..
US SHAHER KE AALAM ME..
JIS SHAHER KI GALIYON ME..
HOORON KA BASERA THA..

US ROJ NA JANE KYO...
USE NIND NAHI AAYI.
BHATKA BHI BAHOT THA WO.
HAARA BHI BAHOT  THA WO..

KOI KHAS WAJAH NA THI 
USE KHUD SE ALAG KARNE KI
LACHAR MUSAFIR KYA KRTA..
ILZAAM KHUDI PE DE MAARA..

AFSOS NAHI KI AB..
WO DAUR KI BAATEN HAIN,
PAR JO KHAV PURANA HO..
AISE TO NAHI BHARTA...

KHAMOSH BADA HAI MANN.
GAHRI KHAI KE JAISA JEEVAN.
KOI JHANK KE DEKHE TO..
DARR! SAAF JHALAKTA HAI..

EK UMRA BADI HOKER
MASHOOM SI DIKHTI HAI.
JALTI HAI CHARAGO SI.
BUJH KE HI KHATAM HOGI.

KAISA YE BAVANDAR HAI
JO SHOR NAHI KARTA.
KAISA YE SAMANDAR HAI.
JO AUR NAHI BHARTA.

YE MOM KE PUTLE HAIN,
DO DIN BHI NAHI CHALTE.
PATTHAR KI BANI MOORAT.
EK UMRA BITATI HAIN.....

                                                   #AJEET MISHRA