Nojoto: Largest Storytelling Platform

Acha lagta hai.. Bewajah tujhe yaad karna bas acha

Acha lagta hai..
Bewajah tujhe yaad karna bas acha lagta hai..
Bar bar teri tasveer dkhna bas acha lagta hai..
Wo pyari si awaz me khud ka naam sunna bas acha lagta hai..
Tujhse baat karte hue waqt ka yun nikal jana acha lagta hai..
Apne bachpan k kisse sunate sunate tera yun baccho ki tarah khil khilana bas acha lagta hai..
Sara din gusa reh k tera tujhe dekh pighal jana bas acha lagta hai..
Choti choti baaton pe tera yun hass jana bas acha lagta hai..
Har baat pe kyu kyu puch k tera mujhe yun pareshaan krna bas acha lagta hai..
Ab v smjh nae aaya kya? Kaha na bas acha lagta hai!

@MK_RS #NojotoQuote acha lagta hai... 
#poetry
#writers 
#nojoto#nojototeam
#blog
#writerofinstagram