Nojoto: Largest Storytelling Platform

● Mohabbat.. hari bhari dhara par karwat badalte m

● Mohabbat..
hari bhari dhara par karwat badalte
mausamoan ka shringar••
prakriti ki chumbakiya taal par
nritya karti sarsarati hawaaon ka nrtiya••
kachchi mitti ki deewaroan munderoan par
bal khati beloan ka sparsh••
aur..aur..aur
subh ke dhundhle khaake mein
rang bharti chidiyoan ki sureeli chehkaar•
Shinawar

su ●   Mohabbat--
  ek khwaab..ek fasaana..!!
● Mohabbat..
hari bhari dhara par karwat badalte
mausamoan ka shringar••
prakriti ki chumbakiya taal par
nritya karti sarsarati hawaaon ka nrtiya••
kachchi mitti ki deewaroan munderoan par
bal khati beloan ka sparsh••
aur..aur..aur
subh ke dhundhle khaake mein
rang bharti chidiyoan ki sureeli chehkaar•
Shinawar

su ●   Mohabbat--
  ek khwaab..ek fasaana..!!
shinawar4707

Shinawar

New Creator