Main Apni hi kitaab me uljha hua tha tab woh mere pass aaye .. Kuchh Der toh Khamosh rahe fir Mudde par woh aaye.. Aahista bole woh kab tak Yun Akele rahoge tum.. Maine muskura kar jawaab diya woh insaan hi kya jo Mausam ki tarah Badal jaaye... #Attitude#required#Vo_mere_pass_aaye