Nojoto: Largest Storytelling Platform

Kaash ki aisa hota.. Wo maan bhi jati.. Kaash ki

Kaash ki aisa hota.. 
Wo maan bhi jati..

Kaash ki aisa hota..
Mai use mana pata..
Kaash ye kaash na hota..
Toh aaj wo meri hoti..
Aur mai uska hota
Par ye kaash bich khada rha..
Hum dkhte reh unhe..
Kuch bol paate toh baat alg thi..
Wo maan bhi jaati..

Kaash mai ruka na hota..
Kaash unko roka hi hota..

Toh kaash na hota..
Kambakht wo ye kaash na hota..
Toh ye dil tmhre paas na hota..
Kaash ye kaash na hota.. Kaash ki aisa hota.. 

#Love #unpluggedemotions
Kaash ki aisa hota.. 
Wo maan bhi jati..

Kaash ki aisa hota..
Mai use mana pata..
Kaash ye kaash na hota..
Toh aaj wo meri hoti..
Aur mai uska hota
Par ye kaash bich khada rha..
Hum dkhte reh unhe..
Kuch bol paate toh baat alg thi..
Wo maan bhi jaati..

Kaash mai ruka na hota..
Kaash unko roka hi hota..

Toh kaash na hota..
Kambakht wo ye kaash na hota..
Toh ye dil tmhre paas na hota..
Kaash ye kaash na hota.. Kaash ki aisa hota.. 

#Love #unpluggedemotions
dmohanb9538

DmohanB

New Creator