Nojoto: Largest Storytelling Platform

humko laga ki koi hume dekh kar ruk gaya tha su

humko laga ki koi hume  dekh kar ruk gaya  tha 
surat aisi ki sara  aasma unki aur jhuk gaya tha 
Humne khud ko samzaya bahut manaya lakin unki ada ka asar aisa ki humara  dil un par aa hi gaya  tha 
lakin jab pass unko aate dekha tou khul kar hum kuch kehte unka sari kaaya ka rup hi badal gaya tha 
phir kya karte ?bas ek patthar ka saaya bankar ye zism hi deh gaya tha......

©writer ,mrs. Mona Chandel
  #susaan sadak