Nojoto: Largest Storytelling Platform

Apno ne kya kiya...... Hame toh apnon ne hi, Naj

Apno  ne kya kiya......

Hame toh apnon ne hi,
Najarandaaz Kar Diya,
Varna auro mein kahan,
Jo hame najarandaaz karde.

Hame toh apno ne hi ,
Nahi apnaya,
Auro ne toh,
Hume apna liya.

Hame toh apno ne hi,
 Dil se dur Kar Diya,
Auro ne hume toh,
 Apne Dil mai basa liya.

Apno ka zikar,
Hamare labzo par tha,
Ab zikar,
Auro ka labzo par  agaya.

Ab samajh aa gai,
Zindagi ke Safar mei,
Na apne sath denge,
Na aur koi sath denge,
Zindagi Ka Safar Khud pura karna hoga. ## Seema Gupta
Apno  ne kya kiya......

Hame toh apnon ne hi,
Najarandaaz Kar Diya,
Varna auro mein kahan,
Jo hame najarandaaz karde.

Hame toh apno ne hi ,
Nahi apnaya,
Auro ne toh,
Hume apna liya.

Hame toh apno ne hi,
 Dil se dur Kar Diya,
Auro ne hume toh,
 Apne Dil mai basa liya.

Apno ka zikar,
Hamare labzo par tha,
Ab zikar,
Auro ka labzo par  agaya.

Ab samajh aa gai,
Zindagi ke Safar mei,
Na apne sath denge,
Na aur koi sath denge,
Zindagi Ka Safar Khud pura karna hoga. ## Seema Gupta
seemagupta2931

Seema Gupta

New Creator