dooriyon ka aihsaas ab hone laga hai... dooriyon ka aihsas ab hone laga hai... jo kabhi .. humari hassi k peeche k gum ko jaan liya karta tha... aaj vhi shaks ... us gum ki vajah ban gaya hai.... jo har dard ka marz hua karta tha.... ab vahi shaks...gehra sa ek zakham de gaya hai.. jeene ki vajah hua karta tha jo kabhi ... yu Zindagi k is safar mein beech raah m sath chhoadh gaya hai..... dooriyon ka aihsaas ab hone laga hai........... dooriyon Ka aihsaas .....#love#poetry#nojoto#nojotonews