Nojoto: Largest Storytelling Platform

badi hifazat se sajo kr rkha tha maine kharoch e

badi hifazat se sajo kr rkha tha maine
  kharoch ek bhi na padne di thi maine
  phir bhi pata nhi ku wo  kisi aur ka ho gaya
  itna begairat tha wo jaha chaddar aur do wakt ki roti mili   waha mujhe bhul unke saath so gaya
  ab   aankh ojhal ho jaate hai  uski yaad me par fir bhi wo mudke nhi dekhta
    jab kuch guzzarish karta hu usse 
    to  mujhpr meri aukad patthar k rup me hai fekta 
    ab haa uski   shaadi ho gaayi to par mai ek baap ka farz to nibhaunga 
    bhale apnese zyada khushi dene ki koshis ki usko,
    parab us se kabhi apni khushi ki ummeed nhi rakh paunga
    haa ab nayi zindagi ki   chuka hai wo  jisme mere sapno ka kuch  hak tha
    lekin  wo  uske aane se mujhe papa kehna bhul  jaaega iska bhrosa bhi mujhe beshak tha

©vercetti mansions a small poem on papa

a small poem on papa