kya tumhen pata hain?? Ab jab kabhi koi insaan mera barosa thodta hain nah Tab mein us insaan se shikayaten nahin karti bas Khamosh hokar khud Ko ye samjha deti hun ki Insaniyat ka ye pehlu abhi dekhna Baki tha der se He Sahi par ye pehlu samajhna bahut jaruri tha. Season 💫 gumnaamnazdeekiyan #loveforlife❤️ #understanding is an art #Happy