Jaane aur kitna thukrayegi zindagi Ki ab aur dard barsasht nahi hota Tujhse sirf panaah ki guzarish thi Tera ab yun roothna ganwara nahi hota Qurbat ki khwahish!! #yqdidi #yqbaba