milo na tum kuch baatein batani hai jo adhuri reh gayi thi wahi to sunanni hai.. tarap ki jubaan nahi uski tarpan tumhe batlani hai .ek mudadat si ho gyi.. phir wahi kahani dohrani hai.. raate hue bahut si par kati ni aankhe thaki jarur par soyi nahi.. waps un raaton me nahi khona hai.. milo na tum tumhare hi aaghosh me mujhko sona hai.. ||||||ved|||||| #milan#baatein#unki yaadein#tarpan