Vichalit nahi hona mann mere Tum likhti ho son-bhaav ki kavitayein, Sone ke shabdo ka mahal banayein, Kehna chahta hu tumse apni dil ki baatyein, Darta hu kahi khatam naa ho jaye yeh choti choti mulakatein, Hume galat na samjhna, na karna koi shikaytein, Kavita ke madhyam se apne alfaz tumhein sunayein Saasein badhne lage jabhi aaye tumhari yaadein Kon hai woh? jabhi puchu to naam tumhara mukh pe aayein Sada ke liye tumhe apna bana ne ki mangi hai meine mannatyein Jodiya toh bhagwan banayein Vichalit nahi hona mann mere Vichalit nahi hona mann mere Izhaar ki hai jazbaatyein Vichalit nahi hona mann mere. Kavi yahan mann yani uska pyaar jisse wo apne jazbaat izhaar kar raha aur saath hi saath usse vichalit naa hone ka agrah kiya hai. #collab #yqdidi #vichlit