Nojoto: Largest Storytelling Platform

Yeh Prabhu Kya hogaye tere sansaar ko. Na koi moh

Yeh Prabhu Kya hogaye tere sansaar ko. Na koi moh maya, na tera naam lene Wala. Itna badal jayega tera duniya. Yeh na kise ne Jana tha, naa socha tha.
Yeh Prabhu Kya hogaye tere sansaar ko. Na koi moh maya, na tera naam lene Wala. Tune toh duniya banaye pyar ke. Pal bhar mein badal Gaye duniya nafrat se. Insaan k maan mein bhar gaye nafrat aur hinsa se. Jitna bhi badal na chaho badal na paoge.
Yeh Prabhu Kya hogaye tere sansaar ko. Na koi moh maya, na tera naam lene Wala.Ab kar de insaf is duniya ka. Jaha ek taraf hai hatya aur dusre taraf aityaarchar hai. Sara Jag badal Gaye hai apne he laalch se.
Yeh Prabhu Kya hogaye tere sansaar ko. Na koi moh maya, na tera naam lene Wala. Kya Le k aaye tha is duniya mein, Kya le k jaayege tu jaha se aaye hai. Kya tera, Kya Mera hai, Sara toh Prabhu ka khel hai.
Yeh Prabhu Kya hogaye tere sansaar ko. Na Koi moh maya, na tera naam lene Wala. Kismat se mele thi yeh duniya ko khusiya, Na jaane kis ki lag gaye buri nazar.
Ab jitna bhi maafi maanglo maafi na milega, tu ne to ki itne galtiya gin gin k bhi gin na payege yeh jaha. Ab toh yeh sansaar badal na Wala hai. Kab Kya ho kise ko nai pata.
Yeh Prabhu Kya hogaye tere sansaar ko. Na Koi moh maya, na tera naam lene Wala. Pal pal mein meli thi khushiya Jo tujhko woh na milega dobara. Badalna hai toh tu badal ja dobara, na milega mauka tujhko. Prabhu ka naam Lele apne he saaso mein. Jag bhar mein, jag mein unka he naam ga.
Yeh Prabhu Kya hogaye tere sansaar ko. Na koi moh maya, na tera naam lene Wala. Ek baar Prabhu ka naam Le k dekho haivaan se insaan tu ban jayega. Sars khel to Prabhu ka Leela hai hum insaan samash nahi pate hai. Prabhu ka naam mein he jeevan hai, rom rom mein he uska naam hai.
Yeh Prabhu Kya hogaye tere sansaar ko. Na moh maya na, tera naam lene Wala.. # Prabhu🙏🙏

emptymandol1277

Empty Mandol

New Creator

# Prabhu🙏🙏