Nojoto: Largest Storytelling Platform

Mere Gouse Aazam ki kya shaan hai Un par qurban ha

Mere Gouse Aazam ki kya shaan hai
Un par qurban hamari har ek jaan hai

Diya hai unhen mere Nabiﷺ ne apna luaabe_dahan
Hai inke talwon par Saare Aulia ka milan
Hai jinke jadde amjad moula Hasan
Jin ka aastana hai Bagdaad watan... 

Jinko rab ne hai wo aala_o_arfa muqam diya
Jinhon ne bachpan me Rozon ka ahtmam kiya
Jinke jalwon ki rounaq se Roshan jahan huye
Jinhone ne Rahe_mustaqeem ka har pal paigaam diya Mere Gouse Aazam رضی اللہ تعالٰی عنہ کی kya shan hai ❤️ - Hisaa awwal (part 1)

#11win_sharif
#gouspaak
#islamic
#islamictalks
#11
#islamicfestival

parvezkhan4859

Parvez Khan

New Creator