Sunset and You shaam dhalti nigaahon mein hai neend aati teri panaahon mein hai sath bitaye hue makhmali palon ki khusboo, aaj faili inn fizaon mein hai tu aati nigaahon mein hai mehakti hawaon mein hai tere ehsaas ka asar hi itna jo na hi kisi dawaon mein hai #Sunset_and_you #soothing_love